Jo mujh say dosti karay , Main ussay roka nahin karta, Mohabbat main bhi karta hoon, Magar charcha nahin karta. jo mujh say dosti karay, Main uss ka dil say khadim hoon, jo utth kar jana chahay, Main ussay roka nahin karta